Monday, May 16, 2016

Logon Se Qarz Lene Walon Ki Niyyat Kaisi Hona Chahiye

بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ
Logon Se Qarz Lene Walon Ki Niyyat Kaisi Hona Chahiye


حَدَّثَنَا عَبْدُ الْعَزِيزِ بْنُ عَبْدِ اللَّهِ الأُوَيْسِيُّ، حَدَّثَنَا سُلَيْمَانُ بْنُ بِلاَلٍ، عَنْ ثَوْرِ بْنِ زَيْدٍ، عَنْ أَبِي الْغَيْثِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ ـ رضى الله عنه ـ عَنِ النَّبِيِّ صلى الله عليه وسلم قَالَ ‏ "‏ مَنْ أَخَذَ أَمْوَالَ النَّاسِ يُرِيدُ أَدَاءَهَا أَدَّى اللَّهُ عَنْهُ، وَمَنْ أَخَذَ يُرِيدُ إِتْلاَفَهَا أَتْلَفَهُ اللَّهُ ‏"‏‏.‏

Urdu Roman
Abu Huraira Radhi Allahu Anhu Ne Baiyan Kiya Ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya Jo Koi Logon Ka Maal Qarz Ke Taur Par Ada Karne Ki Niyyat Se Leta Hai Toh Allah Taala Bhi Uski Taraf Se Aada Karega (Means Allah Qarz Ada Karne Mein Uski Madad Karta Hai) Aur Jo Koi Naa Dene Ke Liye Ley, Toh Allah Taala Bhi Usko Tabah Kar Dega

Urdu
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو کوئی لوگوں کا مال قرض کے طور پر ادا کرنے کی نیت سے لیتا ہے تو اللہ تعالیٰ بھی اس کی طرف سے ادا کرے گا اور جو کوئی نہ دینے کے لیے لے ، تو اللہ تعالیٰ بھی اس کو تباہ کر دے گا

English
Narrated Abu Huraira: The Prophet (ﷺ) said, "Whoever takes the money of the people with the intention of repaying it, Allah will repay it on his behalf, and whoever takes it in order to spoil it, then Allah will spoil him."
Reference : Sahih al-Bukhari 2387

Tashreeh: Matlab Ye Hai Ki Jiski Niyyat Qarz Ada Karne Ki Hoti Hai Allah Rabbul A'alameen Uski Madad Karta Hai Or Uske Liye Asbaab Paida Karta Hai Jisse Wo Qarz Ada Kar Deta Hai or Jiski Niyyat Qarz Ada Karne Ki Niyyat Nahi Hoti Hai Allah Uski Madad Nahi Karta.

No comments:

Post a Comment